Polytechnic Kya hai Polytechnic Kaise Kare Iske Kya Fayde hai

Polytechnic Kya hai Polytechnic Kaise Kare Iske Kya Fayde hai

Polytechnic do sabdo ko jodkar banaya gyaa hai.Poly + Technic in do sabdo ke milne se bana hai. Polytechnic Or polytechnic ka matlab hai. Bahut sari arts ka Instituteya aasan bhasa me kahe to ek esa Institute jahaa par alag- alag arts ke bare me study kiya jata hai. Polytechnic ek esa Institute hai. Jaha par Student engineer banane ke liye aate hai. Or engineer banane ki pahali shidhi hi polytechnic hota hai.

Agar aap bhi polytechnic ke students hai. ya Student hai polytechnic karne ki soch rahe hai to aaj hum aapko Polytechnic Ke Baad Job ,Polytechnic Karne Ke Baad Kya Kare , What Is Polytechnic Course In Hindi me batane vale hai. jisse aapko polytechnic ke bare me or acche se jankari ho jaye gi

Polytechnic Kaise Kare

Polytechnic karne ke liye ek process banai gai hai. Jisse aap polytechnickar sakte hai polytechnic me Admission lene se pahale aapko 10th class ko pass karni mandatory hai . Agar aap 10th class me achhe number praapt karege to aap government polytechnic Institute enter kar sakte hai. Lekin agar aap ki 10th class achhe number se pass nahi hogi to aapko Private polytechnic institute me Admission lena hoga.

Step 1

10th class me achhe number prapt karne ke baad me aapko polytechnic ke liye hone vale test ki tyari karni hogi is test ka name hota hai. DET iska pura name (Diploma Entrance Test ) jo bhi Student Polytechnic me Admission lena chahta hai. use pahle is test ko pass karna hota hai. agar aap is test me achhe numbero se pass hote hai to aap government institute meAdmission aasani se le saknege nahi to aapko Private polytechnic me hiAdmission lena hoga.

Step 2

Diploma entens test pass karne ke baad me aapka Admission Polytechnic me ho jayega Admission lete time kisi bhi Branch ka Election aap kar sakte hai. jish bhi Area me aapki ruchi hai ushi aadhar par aap polytechnic ki Branches ka Election kregne jaise ki agar aapki ruchi computer me hai. to aap computer Branch ka Election krenge or agaraapki ruchi Electrical engineering me hai.to aap Electrical branch ka Election krenge or Polytechnic me Admission lenge.

Step 3

SCHOOLO ki trah Polytechnic me bhi aapke Exam honge har year aapko Exam dene padnge or sabhi Exam me aapko pass hona hoga aap kishi bhi subjact me Fail hojate hai. to uska pepar aapko dubara dena padga or use pass karna hoga ishi trah aapko 3 years me 6 baar Exam dene honge ya fir 3 baar Exam dene honge or sabhi Exam ko pass karna hoga.

Step 4

3 year sabhi examinations me pass hone ke baad me aapko Diploma ke aadhar par aap kahi par bhi job paa sakte hai ya fir aab aage padhai kar sakte hai.

After 12th Polytechnic

Agar aap 12th class ke Student hai to aap 12th class ke baad me bhi Polytechnic kar sakte hai. lekin yaha par ek shart hai. ki aapko 12th class me Physics chemistry or maths lena hoga Physics chemistry maths ke sath me 12th class pass karne ke baad me aap Polytechnic ka Diploma kar sakte hai or aapka Admission shidhe dushre year me ho jaega jisse ki aapko Diploma 2 year ka hi karna padnga

Polytechnic Course List

jaisa ki humne bataya ki Polytechnic ka name hai bahut shari arts ka Institute isliye Polytechnic me Engineering or non engineering se related bahut shari branches hoti hai. lekin sabhi Polytechnic branches nahi hoti. niche aapko Polytechnic me pae jane vaale lagbhag sabhi branches ki list di gai hai. sabse pahle aap aapni ruchi dekhe ki kish area me hai or ushi ke aadhar par aap kisi bhi branch ka Election karke us branch se aapna Polytechnic ka Diploma pura kar sakte haio

What Is Polytechnic Course In Hindi ?

  1. Architectural Assistantship
  2. Automobile Engineering
  3. Chemical Engineering
  4. Civil Engineering
  5. Computer Engineering
  6. Computer Science And Engineering
  7. Electrical Engineering
  8. Electronics And Communication Engineering
  9. Electronics And Communication Engineering – Industry Integrated
  10. Electrical And Electronics Engineering
  11. Electronics (Microprocessor)
  12. Electronics And Telecommunication Engineering
  13. Fashion Design
  14. Food Technology
  15. Garment Technology
  16. Information Technology
  17. Instrumentation Technology
  18. Interior Design And Decoration
  19. Leather Technology
  20. Leather Technology (Footwear)
  21. Library And Information Sciences
  22. Mechanical Engineering
  23. Mechanical Engineering (Refrigeration And Air Conditioning)
  24. Mechanical Engineering (Tool And Die)
  25. Marine Engineering
  26. Medical Laboratory Technology
  27. Plastic Technology
  28. Production And Industrial Engineering
  29. Textile Design
  30. Textile Processing
  31. Textile Technology

Polytechnic ke Baad Kya Kare

Polytechnic ka Diploma karne ke baad sabse bada sawal yahi hota hai ki Polytechnic Karne Ke Baad Kya Kare to yahi baat puri trah se aapke upar hai. ki aap Polytechnic karne ke baad kya karna chahte hai. sabse pahle yaha dekhnge ki Polytechnic Ke Baad Job karna chahte hai. ya fir aap Polytechnic ke baad me or aage padhna chahte hai. kyonki Polytechnic karne ke baad me bhi aap ko job mil sakti hai. or agar aap Polytechnic ke baad me or aage pdhaai karke job paege to aapko or achi job mmilegi.

Polytechnic Ke Baad B.Tech

agar aap Polytechnic karne ke baad aage ki pdhai jari chahte hai to aap Polytechnic karne ke baad me ushi branch se Degree bhi prapt kar sakte hai. agar aapne Electrical भी Branch se aapna Diploma kiya hai. to aap Electrical branch se hi B.tech ki Degree prapt kar sakte hai or uske baad me M.tech bhi kar sakte hai. M.tech karne ke baad me ya B.tech karne ke baad me hi aapko achhi job miljaegi or jis me aapko achyi Salari milegi.

Polytechnic Ke Baad Job

Polytechnic karne ke baad me aap job pa sakte hai. iske liye aap Private job ya Government Job bhi paa sakt hai agr aapne kisi achhi branch se aapne Diploma ko pura kiya hai. computer electrical ya mechanical jaisi Branch se Diploma karne ke baad me job ke option bahut jyada ho jate hai. jaise ki agar aapne Mechanical Branch se Diploma poora kiya hai. to aapko Railway Department ya kishi vehicle department me job mil sakti hai. ya kishi bhi Machine making vaali company me badi achhi job paa sakte hai or ishi prkar agar aap computer Branch se aapna diploma poora krenge to aap computer se Related bahut sari job mil jaegi jaise ki Entry. Debt analytics ityadi.

Polytechnic ke Baad Sallery

Polytechnic karne ke baad me aagr aap Immediately job pana chahte hai to aapko jyada achhi Salari milegi to nahi milegi lekin aapko lagbhag rup10000 ke karib miljaegi aaj 3 year ki degree or karlete hai to aapko 15000 sw 20000 salari ki job milsakti hai. lekin agar aap Polytechnic ke baad me job karte or sath me aapni B.tech ki padahi bhi kar sakte hai to B.tech hone ke baad me aap ko 20000se 25000 salari miljaegi kyonki 3 year ki B.tech or 3 year ka aapka kaam experience ho jae ga jiske aadhar paraapki salari achhyi ho jaegi

is post me aapko Polytechnic Ke Baad Job, Polytechnic Karne Ke Baad Kya Kare, What Is Polytechnic Course In Hindi, Polytechnic Ka Matlab, Polytechnic Course Details Polytechnic Course List In Hindi Polytechnic Course 2018 polytechnic ka matlab polytechnic karne ke baad kya kare polytechnic diploma ke fayde polytechnic ke baad job polytechnic ke bad kya kare diploma kya hota hai polytechnic kaise kare polytechnic in hindi baare me bataaya gaya hai agar iske baare me aapko or kuchh janna hai. to neche Comment karke jaroor puchhe.

12 thoughts on “Polytechnic Kya hai Polytechnic Kaise Kare Iske Kya Fayde hai”

  1. Sir chandigarh police 520 post k bharti complete hogi ya fir ye bharti cancel ho jaegi quki next year election hone hi desimber m. So Plz aap s request hi bharti k baare m clear kir do ke hum apne koching continue kir ya drop kir k koi choti moti privet nuckri kir l. हम अपने parents को fees के लिए or प्रेसान की सकते.

  2. Sir mene vocational se electrical branch se 2 saam ka diploma kiya h aur m ab polytechnic se mechanical engg.kr rha hu aap muje btaye muje kya krna chahiye ki muje achi job mil jaye.pls reply

  3. 321e8961aeaaa7d4fcf82f318590df26
    Abhay Singh Chauhan

    Sir polytechnic diploma ke baad agar government job ko crack kar liya jaaye. To kitni salery milti hai mera 12th p.c.m se hai physics me mark mere 71 chemistry me mark 75 maths me mark 49 hai total percentage mera inter me 68% hai Kya main 12th ke baad polytechnic entrance exam de sakta hoon agar government college miljaaye to kitni fees pay karni hogi main up se hoon sir polytechnic karne ke baad private sector me Kya acchi salery near about 30-40 thousand salery mujhe mil sakti hai Kya tell me soon my doubt ya kitne year private sector me naukari karne ke baad mujhe 30-40 thousand
    Salery mil paayegi

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top